Motivational Shayari :
Na Sangash Na Taqlif To Kya Majha Hai Jine Mein Bade Bade Tufaan Tham Jate Hai Jab Aag Lagi Ho Sine Mein --- |
Jab Bhi Khuda se Sugat Mange Ge Har Janam Mein Tera Sath Mange Ge Nazar Na Lage Is Dosti Ko Hamari Yahi Dua Din Raat Mange Ge --- |
||
Aisa Nahi Ki Raah Mei Rehmat Nahi Rahi Pairo Ko Tere Chalne Ki Aadat Nahi Rahi Kashti Hai To Kinara Nahi Hai Door Aagar Tere Irado mein Bolandi Bani Rahi --- |
Koi Sath De Na De Jalna Mujhe Aata Hai Har Aag Se Waqif Ho Jalna Mujhe Aata Hai -- - |
||
Abhi To Asli Manjil Pana Baqi Hai Abhi To Irado Ka Imtihaan Baqi Hai ABhi To Toli Muthi Bar Zamin Abhi Tolna Asman Baqi Hai ---- |
Aaj Baadlo Ne Fir Sajish Ki Jaha Mera Gar Tha Wahi Baarish Hoi Aagar Falaq Ko Zid Hai Bijliya Girane Ki To Hame BHi Zid Hai Wahi Par Aashiya Banane Ki-- |
||
Na Pocho Ke Meri Manjil Kaha Hai Abhi To Safar Ka Irada Kiya Hai Na Haronga Hosla Umar Bhar Ye Mene Kisi se nahi khud se vadha kiya hai--- |
Zindgi Me Kabhi Udaas Mat Hoona Kabhi Kisi Baat Par Nirash Maat Hoona Ye Zindagi Ek Sangarsh Hai Chalti Hi Rahegi Kabhi Apne Jine Ka Aandaz Mat Khona --- |
||
Hawa Mein Taash Ka Ghar Nahi Bante Rone Se Bigde Muqadar Nahi Bante Duniya Jitne Ka Hosla Rakh -e- Dost Ek Jeet Se Koi Sikandar Nahi Bante ---- |
Agar Sikhna Hai Diye Se ,To Jalna Nahi Muskan Sikho Agar Sikhna Hai Surya Se,To Dubna Nahi Uthan Sikho Agar Pahochna Ho Shikhar Par To Raah Par Chalna Nahi Raah Ka Nirman Sikho --- |
||
Kahin par dharam bante hain, kahin par iman bante hain, Kahin par hindu,sikh,isaee to kahin muslmaan bante hain, Hamari mehfil main akar dekh "saki" yhan insan hi insan bante hain. |
Subha Hoti Hai Sham Hoti hai Zindagi Yo hi Tamam Hoti Hai Zina Sikhna Hai To Ebizers Se Sikho Zine Har Modh Par Salam Hote Hai --- |
||
Husn Ko Chand Kehte Hai,Jwani Ko Kamal Kehte Hai Zabh Nam Aaya eBIZ Ka to Use Gazal Kehte Hai Sangmarmar Se Tarasha Hai Mere eBIZ Ka Badan Dekhne Wale Abh Ese TajMahal Bhi Kehte Hai-- |
Josh Kya Dikhaya Jo Dikhaya Afsano Main Hai Dum To Dikhao APne Karnamo Main --- |
||
Pilane Se Pehle Batado Zara Sa Badi Tadaf Hoti Hai Pine Se Pehle Nirali Aada Hai Mere Sakiya Ki Girata Bahot Hai Uthane Se Pehle--- |
Agar Abh Bhi Khon Na Khola Wo Khon Nahi Wo Pani Hai Jo Jwani Apne Desh Aur Maa Bap Ke Kaam Na Aaye Bekar Wo Jwani Hai ---- |
||
Humne Socha Ke Hum Hi Chahte Hai Un Ko Magar Unko Chahne Walo Ka Karva Nikla Dil Ne Kaha Shikayat Kar Us Khuda Se Magar Unke Chahne Walo Me Khuda Bhi Nikla-- ---- |
Kal Tak Door Se Dekhte The Karva Aaj Karve Ka Hisa Baan Gaye Kaal Tak Pehchaan Na thi Koi Aaj Ghar Ghar Ka Kisa Ho Gaye ---- |
||
In Nafrat Ki Divaro Ko Todega Kon Agar Digaj Nahi Karenge To Pehl Karega Kon Is Duniya Mein Bahot Raste Hai Chalne Ki Liye Agar To Sach Ke Raste Na Chala to Tujhe Yaad Karega Kon Har Azadi Se Pehle Marna Padta Hai Agar To Marne Se Dar Gya To Tujhe Azad Karvavega Kon -- |
Raahe Dushwar Bhi Ho Sakti Hai Manjil Ke Liye Hame Phir Bhi Gir Gir Kar Sambalna Hoga Waqt Chahe Ga To Kanto Par Bhi Chalenge Hum Apni Himat Se Jamne Ko Badlna Ho ga Manjil Pane Ki Kasak Dil mein Itni Tej Lage Agar Hum Chahe To Pathar Ko Bhi Pigalna Hoga Lagade Aag Pani Mein ,Hum Woh Irada Rakhte Hai Pairo Tale Zamin To Kya Hum Aasman Bhi Rakhte Hai Aapne Hatho ki Lakiro Ko Badal Sakta Hoon Main Bande Parvat ne Itni Taqat Di Hai ke Gir Kar Phir Sabhal Sakta Hoo Mai ----- |
||
Sath Nahi Rehne Se Rishte Nahi Tuta Karte Waqt Ki Dundh Se Lamhe Nahi Tuta Karte Log Kehte He Mera Sapna Toot Gaya Tooti Need Hai Sapna Nahi Tuta Karte |
Nigaho Mein Manjil the, Gire AUr Gir Kar Sambhalte Rahe, Hawao Ne Bahut Koshish Ki Magar Chirag Andhiaon Mein Bhi Jalte Rahe |
||
Abre Rehmat Teri Chokhat Pe Barsti Nazar Aaye Har Lamha Teri Taqdir Swarti Nazar Aye Bin Mange Tujhe Mile To Jo Chahe Dua Khod Teri Honthon Ko Tarsti Nazar Aye |
Tufanoo Ki Kami Nahi Jeevan mein Ladte Hue Safar Karna Hoga Jo Milega Zakham Safar-e-raho Mein Unhe hi Zindagi Ka Tajorba Kehna Hoga Lakha Zakham Khane Par bhi,Har Zakham Naya Hoga Tajurba Jitna Bhi Ho ,Har Safar Naya Hoga |
||
Parindon Ko Manjil Milege Yakeenan Yeh Faile Hue Unke Par Bolte Hai Aksaar Woh Log Khamosh Rehte Hai Zaamane Mein Jinke Hunar Bolte Hai |
Koshish Ke Bawajood..Ho jaati hai kabhi Haar Hoke Niraash Mat baithna Ae Yaar.Maan ko apne maar Badte rehna age ho jaisa bhi Mausam Paa Leti Manjil chinti bhi..Gir Gir Kar kai Baar.. |
||
Samne Ho Majil To Raaste Na Modna Jo Bhi Man Mein Ho Woh Sapna Mat Todna Kadam Kadam Par Milegi Mushkil Aapko Bus Sitare Chune Ke Liye Jameen Mat Chodna. |
Hawaon Se Kehdo Apni Aukat Mein Rahe Hum Paaro Se Nahi Hoslun Se Udte Hai |
||
Pani me tasvir bana sakte ho tum; Kalam ko samsher bana sakte ho tum; Kayar hai wo jo takdir pe rote hai Takdir pe takdir bana sakte ho tum. -- |
manjile to milti hain,bhatak kar hi sahi par gumrah to wa hain,jo ghar se niklte hi nahi -- |
||
Success is the journey from one failure to another without loosing any type of Enthusiasm if today you are fail then congratulation because your journey is started towards success --- |
MUSHKILO SE BHAG JANA ASAN HOTA HAI, HAR PEHLU ZINDAGI KA IMTIHAN HOTA HAI, DARNE WALO KO MILTA NAHI KUCH ZINDAGI ME, LADNE WALO K KADMO ME JAHAN HOTA HAI....... ... |
||
Zindgi kanto ka safar hai hausla iski pahchan hai rasto par to sabhi chalte hai jo raste banaey wahi insan hai .. |
|||
Raat ke tukdo pe palna chhod de, Shama se kahna ki jalna chhod de, Mushkile to har safar ka husn hain, kaise koi raah chalna chhod de. ... |
MAT KAR VISHWAS IN HATHO KI LAKEERO PAR, TAKDEER TO UNKI BHI HOTI HAI JINKA HAATH NAHI HOTE. .... |
||
Life is not a parking space , It is a racing track ... Keep on moving ..,no matter when ,where and how you start but reach your goal and make a new record in this world. ... |
Bulbul ke paro mr baaz nahi hote, kamjor aur bujdilo ke haatho me raaj nahi hote, jinhe pad jati hai jhuk kar chalne ki aadat, dost un siro par kabhi taaj nahi hote. |
No comments
Post a Comment